77+ Best Romantic Love Poetry
Best romantic love poetry is an interesting way to express human feelings and emotions. Urdu Love Shayari gives words to your sentiments in a profound manner. People use love poetry in Urdu to enhance their feelings towards their family, friends, and loved ones. You can call romantic love poetry in Urdu the enduring power of people’s connection and emotion. Since ancient times, love poetry has been in the process of evolving and creating connections in the hearts of people across the globe.
The beauty of Urdu love Shayari about life can capture the true emotions of a person and creatively express them. The latest love poetry displays universal themes and a timeless appeal that breaks all barriers and proves heart-touching Urdu poetry is a universal language to express feelings and emotions. Romantic love shayari is the best art form to build a deep emotional connection with the audience. Ultimately, the best love poetry in Urdu serves to express the depth and complexity of human emotions. It Offers readers a glimpse into the profound and universal experience of love.
You may also read Sad Poetry and Deep Shayari here.
Love Poetry In Urdu Text
ہائے مجھے چَین کیوں نہیں پڑتا
ایک ہی شخص تھا جہاں میں کیا؟
Hay Mujhe Chain Kyun Nahi Parta,
Aik Hi Shakhs Tha Jahan Mein Kya?
درد کی شام ہو، یا سکھ کا سویرا ہو
سب گوارا ہے مجھے ساتھ بس تیرا ہو
Dard ki Sham ho, ya Sukh ka Saweraa ho
Sab gawara hay mujay Sath bas tumhara ho
میں چاہوں بھی تو وہ الفاظ نہ لکھ پاؤں
جس میں بیاں ہو جائے کہ کتنی محبت ہے تم سے
Mie Chahon bhi tou wo alfaz na likh paon
jis mie biyaan ho jaye ke kitni Mohabat hay tum se
مجھ سے نہ پوچھا کرو، تم میرے کیا لگتے ہو
کوئی نیکی ہے میری جس کا صلہ لگتے ہو
Muj se na pocha karo tum mere kia lagtay ho
Koi Naiki hay meri, jis ka silaa lagtay ho
ملے جو قربت تیری پاس بیٹھا کر دیکھوں تجھے جی بھر کے
توں شرمائے مجھے دیکھ کر اور وہاں چاند تجھے دیکھ کر
Milay Jo Qurbat Teri Paas Bitha Kar Daikhon Tujhay Jee Bhar Kay
Toun Sharmaey Mujhay Daikh Kar Aur Wahan Chand Tujhay Daikh Kar
سانسوں کا سفر تم سے تم تک ہے
ہاں میری محبّت بھی تم سے تم تک ہے
جذبہ عشق سچا نہ ہوتا تو راستہ بدل لیتے
میرے راستوں کا گزر تم سے تم تک ہے
Sansoo ka safar tum se tum tak
Han meri Mohabbat bhi tum se tum tak
Jazba e Isq sacha na hota tou rasta badal laitay
Meray raston ka guzar tum se tum tak
کسی اور کو سوچنے کی گنجائش نہیں باقی
بس تم پر ہی ختم ہے یہ داستاں میری
Kisi aur ko Sochnay ki gunjaish nahi Baqi
Bus tum par khatam hay yeh Dastaan Meri
پیار ہو گیا ہے تم سے
خود سے زیادہ
حد سے زیادہ
سب سے زیادہ
Pyaar ho gya hay Tum se
khud se ziayada
had se ziayada
Sab se Ziayada
اک نظر تجھے دیکھ لینے سے
ساری دنیا حسین لگتی ہے
Ik Nazar tujay Daikh lainay se
Saari Duniya Hasseen lagti hay
ہے اِ نتظار اِسے بھی تمھاری خُو شبو کا
ہَوا گلی میں بہت دیر سے رُکی ہُوئی ہے
hai intezar issay bhi tumhari khushboo ka
hawa gali main buhat dair say ruki hui hai
Love Poetry In Urdu 2 Line
تو رنگت ہے میرے چہرے کی
تو جتنا میسر ہو گی میں نکھرتا جاؤں گا
Tu Rangat Hai Mare Chahre Ki
Tu jitna Mayasar Ho Gi Main NiKhirta Jao Ga
آپ ہماری خوشی ہمارا جہاں
آپ کو سوچے بنا ہمارا گزارا کہاں
Aap Humari Khushim, Humara Jahan
Aapko Sochay Bena Humara Guzara Kahan.
جس گھڑی تم سے بات ہوتی ہے،
وہی گھڑی میری کائنات ہوتی ہے!
Tumhare shehr ka musam bara suhana lage,
Main aik sham chura lon agr bora na lage.
مرے تو لاکھوں ہونگے تجھ پر
میں تو تیرے ساتھ جینا چاہتا ہوں
Mare To Lakhon Hongey Tujh par
Mai To Tere Saath Jeenaa Chhaahta Huun
کتنے مجبور ہیں ہم محبّت کے ہاتھوں
نہ تجھے پانے کی اوکات نہ تجھے بھول جانے کا حوصلہ
Kitne Majboor Hain Hum Muhabat Ke Hathon
Na Tujhe Pane Ki AoQat Na Tujhe Bhol Jane Ka Hosla.
ایک وعدہ کرو اب ہم سے نہ بچھڑو گے کبھی
ناز ہم سارے اٹھا لیں گے تم آؤ تو سہی
Ik Wada Karo Ab Hum Se Naa Bichro Gay Kabhi
Naaz Hum Sare Uthaa Lain Gay Tum Ao Toh Sahi.
آج پھر تم پے پیا ر آیا ہے
بے حد اور بے شمار آیا ہے
Aaj Pher Tum Pay Payar Aya Ha
Bay Had Or Bay Shamar Aya Ha
v
ہم جس میں بس رہے ہیں
وہ دنیا تم ہی تو ہو
Hum Jis Main Bas Rahe Hain,
Wo Duniya Tum Hi Toh Ho.
روز خواب میں آتے ہیں وہ گلے ملنے
میں جو سوتا ہوں تو جاگ اٹھتی ہے قسمت میری
Roz Khawab Ma Aaty Han Wu Galy Milny
Ma Ju Soota Hu Tu Jaag Othti Ha Kismat Meri
2 Line Urdu Poetry Romantic SMS
محبت کبھی خاص لوگوں سے نہیں ہوتی
جن سے ہوتی ہے وہی خاص بن جاتے ہیں
Muhabbat Kabi Khas Logon Se Nahi Hoti,
Jin Se Hoti Hai Wohi Khas Ban Jate Hai.
صدقے جاؤں ایسی محبت کے
جس کے بعد کسی اور کی طلب نہیں رہتی
Sadqe Jao Aisi Muhabbat Ke
Jis Ke Baad Kisi Aur ki Talab Nahi Rehti.
تم محبت کو کھیل کہتے ہو
ہم نے برباد زندگی کر لی
Tum Muhabbat Ko Khail Kehty Hain
Hum Nay Barbad Zindagi Kar Li
زندگی جب عذاب ہوتی ہے
عاشقی کامیاب ہوتی ہے
Zindagi Jab Azab Hoti Hai
Ashqi Kamyab Hoti Hai
زندگی سے یہی گلہ ہے مجھے
تو بہت دیر سے ملا ہے مجھے
Zindagi se yahi gila hai mujhe,
Tu bahut der se mila hai mujhe
مجھے تیر اساتھ زندگی بھر نہیں چاہئے بلکہ
جب تک تو ساتھ ہے تب تک زندگی چاہیے ۔
Mujhe Tera Sath Zindagi Bhaar Nahi Chahiye Balke
Jab Tak Tu Sath Hai Tab Tak Zindagi Chahiye
نبھا سکو تو چلنا محبت کی راہ پر
ورنہ کسی کی زندگی برباد مت کرنا
Nibha sako to chalna muhabat ki raah par
Warna kisi ki zindagi barbaad mat karna .
نہیں ہے اب کوئی جستجو اس دل میں اے صنم
میری پہلی اور آخری آرزو بس تم ہو
Nai Hai Ab Koi Justaju Is Dil Mein E Sanam,
Meri Pehli Our Akhiri Aarzo Bas Tum Ho.
یوں نہ مسکرایا کرو۔۔۔ لبوں کی شان جاتی ہے۔۔۔۔۔
تمہارے ہونٹ ہِلتے ہیں۔۔۔۔ہماری جان جاتی ہے۔۔۔۔
Yuh Na Muskraya Kro, Labon ki shan jati hai..
Tumhary Hont hilty hain, humari jab jati…
اور میری زندگی کا تجھ سے
زیادہ خوبصورت حصہ ہے ہی نہیں
Aur Meri Zindagi Ka Tuj Se
Zaida Khubsorat Hisa Hai He Nahi.
Arabic Poetry About Love
Self Love Shayari
aur ‘farāz’ chāhiyeñ kitnī mohabbateñ tujhe
maaoñ ne tere naam par bachchoñ kā naam rakh diya
haiñ aur bhī duniyā meñ suḳhan-var bahut achchhe
kahte haiñ ki ‘ġhālib’ kā hai andāz-e-bayāñ aur
hogā koī aisā bhī ki ‘ġhālib’ ko na jaane
shā.ir to vo achchhā hai pa badnām bahut hai
aane vaalī nasleñ tum par faḳhr kareñgī ham-asro
jab bhī un ko dhyān aa.egā tum ne ‘firāq’ ko dekhā hai
tirī zamīñ se uTheñge to āsmāñ hoñge
ham aise log zamāne meñ phir kahāñ hoñge
kabhī ‘farāz’ se aa kar milo jo vaqt mile
ye shaḳhs ḳhuub hai ash.ār ke alāva bhī
saare aalam par huuñ maiñ chhāyā huā
mustanad hai merā farmāyā huā
DhūñDoge agar mulkoñ mulkoñ milne ke nahīñ nāyāb haiñ ham
jo yaad na aa.e bhuul ke phir ai ham-nafaso vo ḳhvāb haiñ ham
merī ghuTTī meñ paḌī thī ho ke hal urdu zabāñ
jo bhī maiñ kahtā gayā husn-e-bayāñ bantā gayā
apnā lahū bhar kar logoñ ko baañT ga.e paimāne log
duniyā bhar ko yaad raheñge ham jaise dīvāne log
mirī shā.erī meñ na raqs-e-jām na mai kī rañg-fishāniyāñ
vahī dukh-bharoñ kī hikāyateñ vahī dil-jaloñ kī kahāniyāñ
yādgār-e-zamāna haiñ ham log
sun rakho tum fasāna haiñ ham log
aur hote haiñ jo mahfil meñ ḳhamosh aate haiñ
āñdhiyāñ aatī haiñ jab hazrat-e-‘josh’ aate haiñ
merā har sher hai ik rāz-e-haqīqat ‘beḳhud’
maiñ huuñ urdu kā ‘nazīrī’ mujhe tū kyā samjhā
na dekhe hoñge rind-e-lā-ubālī tum ne ‘beḳhud’ se
ki aise log ab āñkhoñ se ojhal hote jaate haiñ
‘mīr’ kā tarz apnāyā sab ne lekin ye andāz kahāñ
‘āzmī’-sāhib aap kī ġhazleñ sun sun kar sab hairāñ haiñ